Khwaab ki ta'beer

· 25 Shawwal 1436 AH1 min readRoman Urdu

Question

Mai ninth class mai parte thi jb c mai darne lage kaala saaya aata tha mere saamne mai hamesha bemar rahi hun operation b aaya..recently mere selection post graduation k hui.. juhi mai udhar gaye mje marne k. khayal. khawb aane la gay.. Mai nimaz b padte thi.. mere saaray baal jadd gaye.. mere Surat hi badal gaye. Me hamesha moat k khawb dkhte hun wou b fajr k waqt murdun no dkhte hun lekin aj Maine bhada ajeeb sapna dkha k mjhe koi andhi ourat baazu dkhrahi hai hai air mere walida mujh c bol rahi hai tmko kafan pehana hai. Please mjhe bolye mujhe kya baat hai.

Answer

Is khwaab ki taraf diyaan ne de. Kabi zehni khiyaalaat ki wajah se is qisam ke khwaab nazar aate he. Paanch waqt ki namaaz apne Saheeh waqt par parhne ka ihtimaam kya kare owr tamaam na mahram mardo owr larko ke saat purda ka ihtimaam kare. Allah Ta'ala aap ku khush rakhenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Questions about this ruling, answered only from the archive with sources.

Where scholars differ, it’s safer to take the more cautious view.

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, please ask a Mufti. Report an issue

For corrections or mistakes, please email us at fatawasa786@gmail.com.