Showhar ki maa showhar ku biwi ke saat taalluq rakhne se mana' karti he

· 25 Rabiʻ I 1438 AH1 min readRoman Urdu

Question

Mera sawaal ye hai ke mera nikaah hoa hai rukhsati nahi. Ab baat ye hai k islam main mujhe apni biwi se milne or bahar jane ki bhi ijazat hai or hum agar pyar karna chahe to wo bhi kar sakte hai. Ab meri maa mujhe mana karti hai milne se jab k larki k parents mana nahi karte or agar kbhi mera dil chahta hai to main chup k mil leta ho lakin apni maa ko nahi batata q k us ka bhi dil krta hai mujhse mile ab jub hame islam or qanoon ne ijazat di hai to hame q mana kia ja raha hai or han meri maa ne hame ekele dekh lia tha lakin hum kuch nahi kar rahe they ab wo khandan ki waja bana rahi hai ya kuch or baat hai ab main kia karo biwi k haqooq bhi hai or parents k bhi main bht parishan ho mujhe reference k saath jawab de de.

Answer

Aap apane maa baap ku samjhaade ke jab aap ka nikaah us ke saat hoga, to wo aap ke lia halaal hogai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Questions about this ruling, answered only from the archive with sources.

Where scholars differ, it’s safer to take the more cautious view.

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, please ask a Mufti. Report an issue

For corrections or mistakes, please email us at fatawasa786@gmail.com.