Khwaab ki ta'beer
Question
Mere chacha ka intekal do mahine phele hua hai. Do hafte phele wo mere khwab main zinda hoke aaye hai aur khai rahe hai ke main theek hun aur chachi ko phone laga kar bol rahe hai ke tum kyun nahi aayi main ghar pe hun hum sab unko dekh kar roh rahe hai ke wo zinda hoke aaye hai. Phir aaj phir se wo mere khwab main zinda hoke aaye hai aur main unhe woh nashta de rahi hun par unhone kuch khaya nahi hai aur chachi ko bhi wo nashta diya hai aur wo kha rahi hai aur chachi ke gale main magalsutra ka locket hai jo chand tara ke shape main hai aur bahot chamak raha hai. Main iske tabeer jaana chahate hun.
Answer
Qur'an Shareef ka kuch hissa parh kar, ya kuch sadaqah dede owr us ka sawaab mayyit ke lia bhejde.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Where scholars differ, it’s safer to take the more cautious view.
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, please ask a Mufti. Report an issue
For corrections or mistakes, please email us at fatawasa786@gmail.com.
Source: Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen — https://muftionline.co.za/node/19540
Fatawa SA: https://fatawa.co.za/fatwa/muftionline-19540