Ghareloo haalaat

· 17 Dhuʻl-Qiʻdah 1438 AH2 min readRoman Urdu

Question

Mera sawal yay sab hai ki meray waldain ka intikal ho chuka hai un ki zindagi say hi meray bhaiyon nay ghar main wanal macha rakha tha yahab tak kay saray paisay jo papa nay kamai wo sab jhoot bool kay rabah karwa diyay aur sirf aonay doston ko bhara yahan tak kay sadka khairat lainay ki nobat aa gai .meray yay bhai kuch kamatay bhi nahin thay aur hum sab ko daratay dhamkhatay ab un kay intilal kay baad aik ghar bacha hai wo ami kay naam hai meray bhaiyaun nay mery behnon ki shadiyan bhi nahin honay di ghar main gand macha rakha hai aur chacha ko bola to unhoon nay kaha kay yay hamaray khoon main hain is liyay ager yay maray yay nuksan karay to koi baat nahin.police ko batanay ko bola to kaha ghar ka maamla hai.aur ab achanak us main say aik nay chup kay shadi kar li hai aur hamain zor zabardasti us kay saath mila raha hai aur doosray bhai bhi milay hoi hain bara bhai jis nay tabahi machai hai us ko shadi say rooka aaur ab khud shadi ker chuka is sab main mery behnoon ki zindagi aur chootay doka bhaiyon ki zindagi barbaad ho rahi hai mery maa kay intikal ko do saal hoi hain aur do saal say main in ko samjha rahi hoon ab olzmujhay bataiyay kia karoon.bara bhai kuch kamata nahin hai phir bhi ghar kay grd main kabza ker kay reh raga hai aur rabahi macha ra ha hai.aur mujh say chotay nay jis say shadi ki hai wo nafsiati mareez hai aasay main meri bhnain tabah ho raji hai main kia karoon kuch samajh nahin aa raha plz reply

Answer

Aap ke qareeb agar koi tajrabah kaar muttaqi aalim ho unke paas jaa karke apni baat ko pesh kare. Unki rehbari ko talab kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Questions about this ruling, answered only from the archive with sources.

Where scholars differ, it’s safer to take the more cautious view.

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, please ask a Mufti. Report an issue

For corrections or mistakes, please email us at fatawasa786@gmail.com.