Zer-e-naaf ke baalon ko kitna muddat tak rakhna

· 28 Dhuʻl-Hijjah 1438 AH1 min readRoman Urdu

Question

Mera sawal ye hai k jab larkay may balaaghat ke alamat wazih hojay aur zere naf baal be ug jay aur bughul kay baal be ug jay to un ko ketnay barhney kay baad saaf karna chahey ya wazih hotay he saaf karna chahay

Answer

Jab baal nikaljai, to hafte me ayk dafa ya har do hafte me saaf kare. Ziyaada se ziyaada chaleese rowz ke andar saaf kare. Agar chalees rowz se ziyaada hojai, to gunehgaar hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Questions about this ruling, answered only from the archive with sources.

Where scholars differ, it’s safer to take the more cautious view.

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, please ask a Mufti. Report an issue

For corrections or mistakes, please email us at fatawasa786@gmail.com.