Tijaarat me dhoka khana
Question
Me hamesha koshish karta hu niyyat saaf ho kisi ka haq na khaun kisi ko dhoka na doun aur na diya he aur kabhi yeh weham o guman me ni aya ke aisa karna ha lekin masla yeh he ke hamesha mera paisa kha lia jata he dhoka milta he haq kha jate he log aur bohot sara paisa kha bhi gayi he. Aisa kyu hota he? Aakhir kiya kami ha kiya karna chahiye mujhe.
Answer
Aap aainda ihtiyaat kare aur har eik ko paise na de. Jis ke saat tijaarat karna ho ya kisi ke saat koi maali muaamla karna ho, to pehle tahqeeq kare paise dene se pehle. Behtar he ke aap kisi ayse saheeh tajraba kaar muttaqi musalmaan se mashwarah kare kisi se maamla karne se pehle. Allah Ta’ala aap ke liye aasaan farmaai. Namaaz ke bad ye dua parhe.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
References (sources)
اَللَّهُمَّ اكْفِنَا بِحَلَالِكَ عَنْ حَرَامِكَ وَأَغْنِناَ بِفَضْلِكَ عَمَّنْ سِوَاكَ
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Where scholars differ, it’s safer to take the more cautious view.
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, please ask a Mufti. Report an issue
For corrections or mistakes, please email us at fatawasa786@gmail.com.
Source: Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen — https://muftionline.co.za/node/29563
Fatawa SA: https://fatawa.co.za/fatwa/muftionline-29563