Biwi ko jhoot ya mazaq me keh diya ke teri maa se me ne ghalat kuch kiya he
Question
Kisi bande ne apni biwi ko jhoot ya mazaq me keh diya ke teri maa se me ne ghalat kuch kiya he ab yaha usne sach me nahi kiya ta jhota iqrar usne kiya ab uske liye kiya hukam he? Agar uski biwi ko pata he ke jhot bol raha he tu kiya hukam he aur ya uski biwi ne yaqeen kar liya tu kiya hukam he? Wo mufti ke paas jayenge aur waha qasam utaenge ke jhot bola he?
Answer
Nikaah ba haal he. Us ke nikaah par koi asar nahi huwa, leikin us ko chaahiye ke jhoot bolne se parhez kare aur taubah kare. Issi tarah us ko chaahiye ke apni biwi ko bataade ke us ne jhoot bola.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Where scholars differ, it’s safer to take the more cautious view.
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, please ask a Mufti. Report an issue
For corrections or mistakes, please email us at fatawasa786@gmail.com.
Source: Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen — https://muftionline.co.za/node/31473
Fatawa SA: https://fatawa.co.za/fatwa/muftionline-31473