Khwaab ki Tabeer
Question
Main nay aj ek khowab dekha hai k main bank main kisi kam say jati hon tu wahan mera kuch keemti saman idhar ya udhar ho jata hai aur wahan rush b bohot hota hai aur mujhay apna kimti saman millnay ki koi umeed ni hoti lakin kuch dair dhondnay k bad mujhay apna kimti saman mill jata hai aur main hansi khushi ghar ati hon.
Answer
Pareshaani ke ba'd Allah Ta'ala aasaani naseeb farmaenge.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Where scholars differ, it’s safer to take the more cautious view.
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, please ask a Mufti. Report an issue
For corrections or mistakes, please email us at fatawasa786@gmail.com.
Source: Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen — https://muftionline.co.za/node/3402
Fatawa SA: https://fatawa.co.za/fatwa/muftionline-3402