Khwaab ki Tabeer
Question
Mein ne khawab mein kisi ka qatal kar diya hai aur uss ka bhai mujhay qatal karnay kay liye aaya hua hai mere pass aur mein uss say kehta hoon kay mujhay maro kiun kay mein nay tumhare bhai ko mara hai plz mujhay mar do tou uss ka bhai mujhay buhat marta hai buhat buray tareeqay se mar raha hota hai lekin mujhay kuch nahin ho raha hota aur thodi der baad who mujhay marna chod deta hai aur woh kehta hai kay woh ab mujhay nahin marey ga balkay woh tou mujhay apnay saath hospital le jata hai........tabeer kia hai?
Answer
Khaab ki ta'beer ye he ke aap apne gunaaho se tawbah karenge.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Where scholars differ, it’s safer to take the more cautious view.
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, please ask a Mufti. Report an issue
For corrections or mistakes, please email us at fatawasa786@gmail.com.
Source: Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen — https://muftionline.co.za/node/3961
Fatawa SA: https://fatawa.co.za/fatwa/muftionline-3961