Khwaab ki Ta'beer
Question
Mufti shab mein ne khwab mein dekha keh mein aur mere dost apne apne cycle pe sawar hain aur hum school ja rahe hai. Rastay mein ek bridge (phol) ata hain to mein appne dosto se agay hota ho bridge ke last pe jub jata ho to bridge totti hoi hoti hain aur mein bridge ke dosray taraf flying ke zareerye pahunch jatta ho aur neechay saaf pani ko bhi dekha hai, aur ye bhi sochta ho keh mein to assani se dosri tarah ayaa bridge ko cross kia mere friends kis se ayen ge. Is ke baad mein jaag jata ho yeh khwab mujehe fajar ke azaan se chand hi minutes pehle ayee hain. Agar ais ki koi tabeer hain to zaror share kare. Allah app ko khush aur salamat rake Ameen
Answer
Hamesha iska khiyaal rakho ke achche qism ke logo ke saath ta`alluq rakhe.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Where scholars differ, it’s safer to take the more cautious view.
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, please ask a Mufti. Report an issue
For corrections or mistakes, please email us at fatawasa786@gmail.com.
Source: Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen — https://muftionline.co.za/node/5096
Fatawa SA: https://fatawa.co.za/fatwa/muftionline-5096