Khwaab ki Ta'beer
Question
Meri bhen ko ek khawab aya hai usmein yeh aya ke humare abu ammi ek thandi dargah jaisi jagah qabar ki zameen lerahe the wo b koi buzurg admi se. Aur hum sare bhena haath lagake paise ki zakat dere the.. kia aap bata sakte hai is khwab ki tabeer?
Answer
Purdah ka ihtimaam kare owr ghalat jago jaane se owr ghalat lowgo se suhbat iktiyaar karne se bache. Koi bhi kaam jo aap karna chate Ulama' se pooch kar phir kar le.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Where scholars differ, it’s safer to take the more cautious view.
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, please ask a Mufti. Report an issue
For corrections or mistakes, please email us at fatawasa786@gmail.com.
Source: Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen — https://muftionline.co.za/node/5908
Fatawa SA: https://fatawa.co.za/fatwa/muftionline-5908