Khwaab ki ta'beer
Question
Shaadi ke liye istakhara kia tha daikha ke sailab aya howa hy har jaga pani bhar raha hy main apni sab sy choti behan ko lyky ulmari ke oper waly khany my chup rehi hon pani wahan tak nahi pohacha hy lykin bht dar ki kaifiyat hy ke pohach jayega. Rishty se inkar kar don kia? Mujhy khuwab inkar my hi laga hy.
Answer
Khwaab ke andar selaab se muraad fithne he. Ye laazim nahi he ke ye khwaab rishte hi ki taraf ishaarah kar raha he. Aap ke lia behtar he ke aap istikhara jaari rakhe.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Where scholars differ, it’s safer to take the more cautious view.
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, please ask a Mufti. Report an issue
For corrections or mistakes, please email us at fatawasa786@gmail.com.
Source: Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen — https://muftionline.co.za/node/6080
Fatawa SA: https://fatawa.co.za/fatwa/muftionline-6080