Khwaab ki ta'beer
Question
Mainay ek khwab dekha hai kay lambi narazgi kay baad meray shohar mujhay wapis ghar mana kar le kar gae hain lekin wahan ponch kar pata lagta hai kay uno ne apni walda kay sath mil kar mujhay dhoka dia hai aur dusri shadi ki hui hai aur mujhay kafi takleef pohncha rae hain apni walda kay sath milkar aur humari bohat bari larai horai hai aur menay ghusay me ghar chordia hai. Iski tabeer kya hogi please btaega?
Answer
Panch waqt ke namaaz ke ba'd ye attached dua parhe. Allah Ta'ala aap ke khawind ke dil ku aap ki taraf maail karenge.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Where scholars differ, it’s safer to take the more cautious view.
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, please ask a Mufti. Report an issue
For corrections or mistakes, please email us at fatawasa786@gmail.com.
Source: Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen — https://muftionline.co.za/node/7976
Fatawa SA: https://fatawa.co.za/fatwa/muftionline-7976