Khwaab ki ta'beer
Question
Ayk shaks ne khwab me dekha ke un ki badi sali jis ka inteqal hue 21 days hue hai aakar kaha ke mujhe khana nahi de rahe aur aap mujhe khana dijiye to woh shaks apni ammi ke paas gaya aur khana pakane ko kaha unki ammi ne garam khana pakakar diya aur us shaks ne hotel se dal lakar diya to unki sali ne shiddat ki bhook ke saath khana khaya yaha tak ke aadha bagona khana kha liya aur phir ja rahi hoon keh kar waha se chali gayi. Is khwab ki tabeer batayiye.
Answer
Qur'an Shareef ka kuch hissa par kar ya kuch sadaqa de de owr us ka sawaab marhooma ke lia bhejde.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Where scholars differ, it’s safer to take the more cautious view.
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, please ask a Mufti. Report an issue
For corrections or mistakes, please email us at fatawasa786@gmail.com.
Source: Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen — https://muftionline.co.za/node/9129
Fatawa SA: https://fatawa.co.za/fatwa/muftionline-9129