Halaala
Question
Meri shadi 15 September 2013 mai hui thi. 18 April 2016 Mai husband ne talaq de Di us waqt Mujhe 2 month ki pregnancy bhi thi. Agle din Mai Ghar aa gayi aur Maine abortion kara Lia. Phir 3 mahine k bad hilala bhi ho gya kyu k ham phir se ek Hona chahte hai. Ab hilala k bad iddat 3 HAiz batai ja rahi hai. lekin mujhe Haiz nahi ho rahe hai kyu ke wash karne ke bad suna h kisi ko 6 mahine ya sal tak bhi Haiz nahi hota. Lekin ham jaldi milna chahte hai. Doctor ki dawa bhi kha ki lekin Haiz nahi ho raha he. Mere husband keh rahe hai ke ye bimar hai. Tum ek kam karo 15-15 kar Ke 45 din Mai 3 hez ki iddat Puri kar kr Ke mere pas aa jao. Nikahkar ke dobara. Ab mera sawal ye hai ke Mai is trha apni iddat Puri kar k unse dobara Nikahkar kar Sakti Hun kia. Kyu ke mere do bache hai. Ak beta h 2 sal ki aur ek beta h 1 sal ka.
Answer
Haidh ka intizaar karo. Is baat me har giz jaldi nahi karni chaahiye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Where scholars differ, it’s safer to take the more cautious view.
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, please ask a Mufti. Report an issue
For corrections or mistakes, please email us at fatawasa786@gmail.com.
Source: Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen — https://muftionline.co.za/node/16295
Fatawa SA: https://fatawa.co.za/fatwa/muftionline-16295