Easypaisa aur Jazz Cash jaise aacount kholna
Question
Ye jo aaj kal services chal rahi hain jesa ke Easypaisa, Jazz Cash jis mai aap account khol ke raqam jama kerwa sakte hain aur usay istimaal ker sakte hain mukhtalif jaga.
Easypaisa se aap khud apne mobile number pe balance easy load ker sakte hain un paison se jo aap ne apne Easypaisa account mai jama kiye huye hain. Saath wo aap ko cash back ki offer bhi dete hain. Jesa ke 500 ka load kero balance to 30 percent cash back dete hain jo ke 200 Rs banta hai. Yani aap ko 500 ka balance 300 ka mila.
Sawal mera ye hai ke kiya ye sab sood ke zamre mai aata hai?
Kiya ye services istimaal kerna jaiz nahi?
Kuch khareedne pe cash back ka matlab discount hua ya sood?
Answer
Ye to ghalat he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Where scholars differ, it’s safer to take the more cautious view.
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, please ask a Mufti. Report an issue
For corrections or mistakes, please email us at fatawasa786@gmail.com.
Source: Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen — https://muftionline.co.za/node/28217
Fatawa SA: https://fatawa.co.za/fatwa/muftionline-28217