Shia aur Ahle Bayt se kiya ta'alluq he?
Question
1. Kiya Shia Yazeed ke generations hai?
2. Kiya Shia hee Imam e Hasan aur Imam e Husain aur uske sab hi Karbala ke lashkaro ka qatal kiya?
3. Aur Ahle Bayt kiya hai? Aur Shia se Ahle Bayt ka kiya connection hai?
Answer
1. Nahi.
2. Ye baat tahqeeq ke khilaaf he, mutahaqqaq nahi he.
3. Ahle bayt Hadhrat Nabi (sallallahu alaihi wa sallam) ke ghar waale ko kehte he, azwaaje mutahharaat, banaate muhtaramah, nawaase ko Ahle Bayt kehte he. Shiah ka koi ta`alluq nahi. Shia ke muta`alliq bohot se Ulama ka kehna he ke woh musalmaan nahi. To unke ayse paak gharane se kiya ta`alluq.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Where scholars differ, it’s safer to take the more cautious view.
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, please ask a Mufti. Report an issue
For corrections or mistakes, please email us at fatawasa786@gmail.com.
Source: Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen — https://muftionline.co.za/node/31922
Fatawa SA: https://fatawa.co.za/fatwa/muftionline-31922